Preview

Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

बगावत

By: Narendra Kaur Chhabra
Narrated by: Manish Singhal
Try for £0.00

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Usha teen bhaiyon ki akeli behen thi magar uske bhai aur maa uske saath acha vyavhaar nahi karte the. Teenon hi bhai padhai me ausat the jabki Usha tez thi isliye ve usse jalte the. Uska sapna doctor banne ka tha aur uske bhai sadharan vyapari bankar reh gaye the. Maa bhi bhaiyon ka paksh leti. Ek keval pita the jo Usha ka paksh lete the par jaldi hi ve duniya se chale gaye. Usha tab tak apni padhai poori kar chuki thi. Pita ke jane ke baad uske bhai aur bhi zyada manmani karne lage aur uss par poora control rakhte the. Iss beench Usha ki mulaqat Shailendra se hui jis ne isse bharpoor pyaar diya. Vo ek sadharan sarkari mulajim tha. Usha ko phir bhi usse pyaar hua aur usne usse apna jeevanasaathi bana liya. Aaj vo apne iss faisle par bohut khush thi. Shailendra ne pyaar ke liye ab tak taraste uske jeevan ko apne pyaar se bhar diya.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2

What listeners say about बगावत

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.