Sample

Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

लौट जाओ सुमित्रा

By: Suman Bajpayee
Narrated by: Priyadarshini Sharma
Try for £0.00

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Shaadi ke 12 saal baad Sumitra apne sanyaas le chuke pita ko kehti hai ki wo zindagi ke saare sambandhon ki ghutan se mukt hona chahti hai. Uska pati usse apni bhavnaye share nahi karta aur use ek vastu ki tarah treat karta hai. Unke beech ab pyaar mahsus nahi hota, aur apne bacchon ke saath bhi woh judaav mehssos nahi karti jo hona chahiye. Isliye wo sab kuch chod kar jaana chahti hai. Uske pita usko samjhate hai ki zimmedariyon ke bawajud sab chod kar chale jana palayan hai jo uchit nahi. Ek stree ko apna parivar sambhalna hota hai. Sumitra savaal puchti rahi aur unke jawaabon se asehmat nazar aa rahi thi. Uske pita ne usko samjhaya ki apne andar ki budhijeevi se mile. Adhyapan shuru kare aur apna dayitva nibhate hue aage bade, sangarsh ka raasta chune aur wahi uske liye sabse acha raasta hai. Sumitra samjhi, aur usne apna vishwaas jagaya, ki ab use wapis aana hai.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Show More Show Less
activate_samplebutton_t1

What listeners say about लौट जाओ सुमित्रा

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.