Preview

Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

Baalon Ka Jhadna Kaise Rokein

By: Shameem Khan
Narrated by: Pallavi Bharti
Try for £0.00

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Aaj har koi baal jhadne ki samasya se pareshan hai. Baalon ka jhadna kaise roka jaaye, ise jaan-ne se pehle yah samajhna zaroori hai ki inke jhadne ka kaaran kya hai. Atyadhik baal jhadne ki samasya ko Alopecia kehte hai. Yah is baat ka sanket hai ki aapke sharir ke saath kuchh galat ho raha hai. Mansik aur sharirik tanav, anuvanshik kaaran aur poshak bhojan ki kami baalon ke jhadne mein mahatvapoorn bhoomika nibhate hai. Baalon ko jhadne se bachane ke liye jeevanshaili mein badlav laana sabse zaroori hai. Samanya roop se baal ek niyamit vikas chakra se guzarte hai. Anagen phase mein, jiski avadhi teen se chaar varsh hoti hai, baal badhte hai. Telogen phase ke dauran, jo kareeb teen maheene tak chalti hai, baal aaram karte hai. Telogen phase ke ant mein baal gir jaate hai aur inke sthaan par naye baal aa jaate hai. Pratidin pachas se sau baalon ka girna samanya baat hai. Har samay hamare 10 pratishat baal resting phase mein hote hai aur do se teen maheene baad baal gir jaate hai tatha unki jagah naye baal aa jaate hai. Kuchh logon mein baal girne ki samasya samanya se zyada hoti hai. Iska kaaran scalp yaani khopdi ka kamzor hona hai. Scalp ki mazbooti ke liye niyamit aur santulit vyayam, paryapt neend, paryapt paani aur tanav se mukti zaroori hai. Aapke baal sardi mein ghane aur garmiyon mein patle lagte hai. Aksar kayi logon ko mausam mein badlav ke kaaran baal jhadne ki samasya ho jaati hai. Baal jhadne ke aise anek kaaran hai.
    ©2015 Prabhat Prakashan (P)2020 Audible Studios
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2

What listeners say about Baalon Ka Jhadna Kaise Rokein

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.