Preview

Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

Mahabharata

By: Banyan Tree Communications Private Limited Mumbai
Try for £0.00

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Ek manyata yeh bhi hai ki Rishi Vyaas ne Mahabharat honey kay pehle he uski rachna kar di thee. Mahabhart ek mahaan Hindustani mahakavya hai. Mool roop mein Mahabharat manushya kay bhavnaoo ki kahan hai jaise ki partiyogita, anirvighnataa, eershyaa, shakti aur kartavya. Yahi sab baatein Mahabharat ko aaj kay manushya kay Jeevan kay liye upayukta banati hai. Mahabhart kay mahakavya mein kauravon aur pandavoon kay beech hue 18 din kay yudh ka byaurevaara vivaran hai iss yudh ne poorey bharatvarsh ko do paloon mein baant diya. Isis byaurevaara vivaran ki vajah se Mahabharat duniya ka sabse bada mahakavya hai. Sri Krishna ki kootneetik chaturai, Arjun ka antar davandva, Draupadi ki lajja avam samaan, Bhisma ka tyaag kuch aise pehlu hai jo Mahabharat ko asaamayika mahakavya banate hai.
    ©2020 Rainshine Entertainment Private Limited (P)2020 Rainshine Entertainment Private Limited
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Shri Krishna dwara Mahabharata ka parichay
    Aug 25 2020
    Sakha Shri Krishna Mahabharat se hamara prichaya karate hain. Tatha poorey Vishwa kay liye Bhagwat Geeta kay mahatva ka ullekh karte hain. Jissey ki har praani apne andar ki Draupadi ki raksha mein saksham ho.
    Show More Show Less
    4 mins
  • Kathawachak Bhagwaan Shri Krishna
    Aug 25 2020
    Mahabharat ke lalaat par vidhata ki kalam se likhi pehli pankhti ka janam, Mata Parvati aur Maharaj Shiv ko mile hue shrap ka parinaam hai.
    Show More Show Less
    3 mins
  • Raja Shantanu aur Ganga ki jeevani
    Aug 25 2020
    Shantanu Ganga se 7 putron ko Khoney kay baad apne 8 putra ka jeewan mangte hain. Maharaj Shiv aur Mata Parvati ki bhaati, Raja Shantanu aur Ganga ko bhi shraap ka bhaar sehna pada.
    Show More Show Less
    5 mins

What listeners say about Mahabharata

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.