Preview

Offer ends January 21, 2025 11:59PM GMT. Terms and conditions apply.
Prime logo Prime members: New to Audible? Get 2 free audiobooks during trial.
Pay £0.99/month. After 3 months pay £7.99/month. Renews automatically. See terms for eligibility.
Pick 1 audiobook a month from our unmatched collection - including bestsellers and new releases
Listen all you want to thousands of included audiobooks, Originals, celeb exclusives, and podcasts
Access exclusive sales and deals.
Thousands of incredible audiobooks and podcasts to take wherever you go.
Immerse yourself in a world of storytelling with the Plus Catalogue - unlimited listening to thousands of select audiobooks, podcasts and Audible Originals.
£7.99/month after 30 days. Renews automatically. See here for eligibility.

Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath

By: Devdutt Pattanaik
Narrated by: Devdutt Pattanaik
Get this deal Try for £0.00

£7.99/month after 3 months. Renews automatically. See here for eligibility.

£7.99/month after 30 days. Renews automatically.

  • Summary

  • Audible prastut karta hain Shiva Purana Devdutt Pattanaik ke Saath.

    Ek paanch khand ki shrinkhala jo ki kahani hai, devon ke dev Mahadev Shiva ki.

    Shiva Purana mein Shiva ki kahani batayi gayi hai. Hindu dharm ke tridevon mein Shiva srishti ke vinaashak hain, jo uske srijankarta Brahma aur uske sanrakshak Vishnu ko purn karte hain. Iss kahani mein hum yeh jaanenge ki ‘Vinashak’ hone ke baavjood Shiva ko kyon pooja jaata hai jabki srijankarta hone ke baavjood Brahma ko nahin pooja jaata. Shiva ka vairaagi se lekar grihasth tak ka parivartan bhi iss kahani mein varnit kiya gaya hai: Kaise devi ne unhe Shiva se Shankar mein parivartit kiya, jo pati, pita, nartak, sangeetkar aur shikshak hain, jo apni shakti se vishwabhar mein sabko khush karte hain.

    Jai Shiva Shankar, Jai Bhole Nath!

    Disclaimer: Yeh show shrota ke manoranjan ke liye hai. Yeh show kisi bhi vyakti, sansthan, jaati, samudaay ya dharm ko apamaanit ya badnaam karne, ya kisi sansthan ya vyakti, jeevit ya mrit, ko badnaam karne ke uddeshya se nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ke istemaal karne ki bharpur salaah dee jaati hai

    ©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited
    Show More Show Less
activate_Holiday_promo_in_buybox_DT_T2
Episodes
  • Rudra Bhairav

    Rudra Bhairav

    Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath, Pehla Khand
    Aug 24 2020
    Iss pehle khand mein, Shiv ka parichay diya gaya hai, jo vinaashak hain, Brahma ka shirshachhedan karte hain, chandradev ko bachate hain aur jo agni ka anant stambh hain.
    Show More Show Less
    19 mins
  • Uma-Shankar

    Uma-Shankar

    Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath, Doosra Khand
    Aug 24 2020
    Iss Doosre Khand mein, Sati Shiv se vivah karne ka nirnay leti hain, jisse unhe apne pita ka krodh sahan karna padhta hai, jisse unki mrityu hoti hai aur daksh ka yagn nashth hota hai. Sati Parvati bankar laut aati hain aur Shiv ko fhir se grihasth banane ke liye manati hain.
    Show More Show Less
    20 mins
  • Kartikeya

    Kartikeya

    Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath, Teesra Khand
    Aug 24 2020
    Iss Teesre Khand mein, Kaise aur kyon Shiv ko agni, vayu, ganga, sarvan, kritika aur shakti ki madad se Kartikeya praapt hua aur kaise Kartikeya taarak jaise asuron ka vadh karte hain.
    Show More Show Less
    21 mins

What listeners say about Shiv Purana Devdutt Pattanaik Ke Saath

Average customer ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.